Thursday, February 4, 2010

Romantic SMS

Sitare aasmaan main chamkte hain, badal dur se baraste hain, hum bhi kitne nasamajh hain, woh dil main rehte hain aur hum mulkaat ko tarsate hai.....

Yeh yad tumhari ya yado me tum ho, yeh khwab hain tumhare ya khwabo mein tum ho, hum nahi jante hume bas itna bata do, hum jaan hain tumhari ya hamari jaan me tum ho.....

Dil ke kone se ek awaj ati hai, hame har pal apki yaad aati hai, dil puchta hai bar bar humse, jinhe hum yaad karte hai, kya unhe bhi hamari 'Yaad' aati hai.....

Hum wo nahi jo bhul jaya karte hain, hum wo nahi jo nibhaya karte hain, dur rahker milna jara mushkil hai, per ham yad banker hichkiyon me bs jaya karte hain.....

No comments:

Post a Comment

AddThis

Share |